TEHZEEB HAFI
Pakistani Poet Tahzeeb Hafi is a great urdu poet of today's time, his poetry way of expression and unique style and his beautiful accent makes him the new Poetry Icon, He was born on 5 Dec, 1989. in Taunsa Sharif (Dera Ghazi Khan). He studied software engineering from Mehran Uni and then he went to Bahawalpur University to study MA in Urdu, He is Currently living in Lahore
شیطان کے دل پر چلتا ہوں سینوں میں سفر کرتا ہوں
اس آنکھ کا کیا بچتا ہے میں جس آنکھ میں گھر کرتا ہوں
2. Aaj jin jheelon ka bas kaghaz me naqsha reh gaya
aik mudat tak main un ankhon se behta reh gaya
main usay na qabil e bardasht samjha tha magar
woh mere dil me raha aur acha khasa reh gaya
wo jo aadhay thay tujhay mil ka mukamal ho ga’ay
jo mukamal tha woh tere ghal me aadha reh gaya
jism ki chadar pe raten phelti tu theen magar
mere kaandhay par tera bosa adhora reh gaya
woh tabasum ka tabaruk bant,ta tha aur main
cheekhta tha aay sakhi phir mera hisa reh gaya
aaj ka din saal ka sab se bara din tha tu phir
jo tere pehlo me leta tha woh acha reh gaya
آج جن جھیلوں کا بس کاغذ میں نقشہ رہ گیا
ایک مدت تک میں اُن آنکھوں سے بہتا رہ گیا
میں اُسے ناقابل ِ برداشت سمجھا تھا مگر
وہ مرے دل میں رہا اور اچھا خاصہ رہ گیا
وہ جو آدھے تھے تجھے مل کر مکمل ہو گئے
جو مکمل تھا وہ تیرے غم میں آدھا رہ گیا
جسم کی چادر پہ راتیں پھیلتی تو تھیں مگر
میرے کاندھے پر ترا بوسہ ادھورا رہ گیا
وہ تبسم کا تبرک بانٹتا تھا اور میں
چیختا تھا اے سخی پھر میرا حصہ رہ گیا
آج کا دن سال کا سب سے بڑا دن تھا تو پھر
جو ترے پہلو میں لیٹا تھا وہ اچھا رہ گیا
3. Uthaye jaane lagy sawalat ibtad par
Aur Iss tarha khandan barhta gaya hamara
Bus ek tasali thi qudarati aaftoon ko lekar
Khuda ki jaanib rujhan barhta gaya
اٹھائے جانے لگے سوالات ابتدا پر
اور اس طرح خاندان بڑھتا گیا ہمارا
بس اک تسلی تھی قدرتی آفتوں کو لے کر
خدا کی جانب رجحان بڑھتا گیا ہمارا
4. Aaine ankh ma chubtae thay
Bistarr sy baddan katratta thaa
Eek yaad basar krti thi muje,
Main sanns nahi ly pata tha
Ik shakhs k hath mea tha sub kuch
Mera khilna bhi murjhana bhi
Roota tha toh raat ujjar jatii
Hasta tha toh din bann jata thaa
Main rab ce rabty ma rehta,
Mummkin hai ki us cey rabta ho
Mujhee hath uthana party thyy
Tab ja kee woh phone uthata thaa
Mujhe aaj bi yadd hai bachppan mai
Kabhii us pr nazar aggr partii
Mere bastee se phool barsty thay
Meri takhti pey dil ban jata tha
5. Yeh ek baat samjhne main raat hogy hai
main jeet gaya hoon ya maat ho gayi hai
Main ab k saal parindon ka din manaunga
Meri kareeb k janggal se baat ho gayi hai
Bichar k tujhse na khush reh sakun ga soocha tha
Teri judai he wajah e nishat ho gayi hai
Badan main ek taraf din matilo mene kiya
Badan k doosre hissy main raat ho gayi hai
Main janggalon ki taraf chal para hoon choor k ghar
Yeh kiya k ghar ki udaasi bhi sath chal pari hai
Rahe ga yaad madine se wapisi ka safar
Main Nazam likhne laga tha k naat ho gayi hai
یہ ایک بات سمجھنے میں رات ہو گئی ہے
میں اس سے جیت گیا ہوں کہ مات ہو گئی ہے
میں اب کے سال پرندوں کا دن مناؤں گا
مری قریب کے جنگل سے بات ہو گئی ہے
بچھڑ کے تجھ سے نہ خوش رہ سکوں گا سوچا تھا
تری جدائی ہی وجہ نشاط ہو گئی ہے
بدن میں ایک طرف دن طلوع میں نے کیا
بدن کے دوسرے حصے میں رات ہو گئی ہے
میں جنگلوں کی طرف چل پڑا ہوں چھوڑ کے گھر
یہ کیا کہ گھر کی اداسی بھی ساتھ ہو گئی ہے
رہے گا یاد مدینے سے واپسی کا سفر
میں نظم لکھنے لگا تھا کہ نعت ہو گئی ہے
6. Kisse khabbar hai ke umar bas us pe ghaur karnii main katt rahi hae
Ki yeh udaasi hamare kismon se kis khushi main lippat rahii hai
Ajeeb dukh hai hum uske ho kar bhi usko chhone se darr rahe hain
Ajeeb dukh hai humare hissy ki aagg auron main bat rahi hai
0 Comments